Hello lovely moms πππ
Winter ka season start ho gaya hai aur saath hi uske challenges bhi aa gaye hain, especially chote babies ke liye π§. Main first-time mommy hoon, toh thoda sa dar tha ki main apne baby ka dhang se care kar paungi ya nahi. Har waqt yeh tension rehti thi ke kuch galat na ho jaye.
Kuch dino se thand badh gayi thi aur maine dekha ki mere baby ke chehre par bohot zyada redness ho gayi thi, aur woh bohot pain feel kar raha tha. Mera dil toot gaya dekh kar.
Phir kuch din pehle meri sister-in-law mere ghar aayi aur usne mere baby ki skin dekhi. Usne mujhe Johnsonβs Baby Cream use karne ka suggestion diya. Honestly, it worked like magic! π₯ Mere baby ki skin bohot soft aur smooth ho gayi hai, aur ab main daily Johnsonβs Baby Cream use karti hoon apne baby ke liye. Yeh cream bohot easily absorb ho jata hai aur baby ko chipchipah nahi feel hota.
Yeh hai mera winter skincare routine apne baby ke liye: ππ
π Post-bath care: Main daily apne baby ko bath ke baad Johnsonβs Baby Cream lagati hoon, taaki uski skin moisturized rahe.
π Night care: Main raat ko sone se pehle bhi cream lagati hoon, taaki pura raat uski skin hydrated rahe.
π Winter protection: Main apne baby ko soft thermal pehnati hoon, taaki woh warm rahe aur kabhi bhi bimaar na ho.
How are you keeping your babyβs skin soft this winter? Try Johnson's for your baby this season and share your feedback along with your babyβs skincare routine in the comments below! Iβd love to hear from you!

